"Aa gayi hai baarish fir se le ke baadalo ki fariyaad, jitna bhi barse ye aankhe, karna na tum mujhko yaad" Barsaat kabhi akele nahi aati. Ye kai purani yaado ki kitaabo ke bhige panno ko sath baha laati hai, jinhe aap apne takiye tale daba chuke hote ho muddato pehle. Shayad, ise bhi kuchh kahaaniya jo adhuri reh jati hai, unke dard bhare alfaaz bula laate hai fir. #monsoonindia #baarishein #koifariyaad #dooriya #sanamre #kavihumai #poeticmood #rainypoetry #poeticrain #instashayar #merikavita #barsaat #mohabbatkizubaan #poetsofinsta #weekendmood #shayarioftheday❤️ #dolafz https://www.instagram.com/p/CCf_LrNFrqM/?igshid=128tkn2wh0g2













