Imam Sha'bi rahimahullah farmate hain:
"Jo Quran Majeed padhta hai us ki aql kharab nahi hoti."
Abdul Malik bin Umair rahimahullah farmate:
"Quran Majeed padhne walon ki aqlein logon mein sab se zyada lambi muddat tak baqi rehti hain."
العمر والشيب لابن أبي الدنيا : 75














