Guzra Hua Woh Waqt Phir Laut Aaye Ga..
Uski hone Ka Ehsaas Phir Mujhe Satayega..
Na Chahte Hoon Woh Phir Yaad Aayega..
Jane Anjane mai who Phir dekh Jayega..
Ab is Lamhe se aage bad Jana Hai..
Ab usko Khud se Juda Kar Jana Hai..
Beeti Baatien Beetay Waday Beetay Wat chhore aane Hai..
Aaya Bhi Woh Saamne Toh Khudko Naa Khona Hai..
Guzra Hua Waqt Phir Laut Aaye Ga..
Khudko aise sambaalu ki ab woh kuch naa kar Paaye Ga..
Dekh Bhi Jaye Woh Kahi Sakoon Mera Naa Jaaye Ga….!












