Rooh ke qalb me
Rooh ke qalb me ek siyaah dhaaga hai Jism ko pakde abhi aadha sa hai Waqt ki kainchi se aadhe kutar daale hain Baaki jakhmo se ruh ko bhar daale hain Shifa ki khwahish me har taraf bhatakte hain Aalam-e-barzaKH se hum Arsh ko takte hain रूह के क़ल्ब में एक सियाह धागा है जिस्म को पकड़े अभी आधा सा है वक़्त की कैंची से आधे कुतर डाले हैं बाकी ज़ख्मों से रूह को भर डाले हैं शिफ़ा की…










