Tu ye kahe kyu hum'nasheen koi qurbat hi nhi
Mai ye kahun ishq hai, chuu ley zara dil ki zamii,
Likha jo hai dil pe mere aaja wo dikhaun tujhe
Tera hun Mai tera hi hun itna bta dun tujhe,
Dil mei ho gar ijazat chhupa lun o yaara,
Bin kahei suno o yaara....

















