-
mere saamne waale ladke ne , ek prashna ka uthar poocha tha, afsos yeh tha, ki woh ladka mujhe tukda tukda karta tha,
fir bhi maine usko bhoola, aur apna paper pe dhyaan diya, par fir bhi usne zyaada zor se, prashna ka uthar poochta raha, ab kya karoon is haalat me, mai bhi apna man kho baitha , mere saamne waale ladke ne , ek prashna ka uthar poocha tha, afsos yeh tha, ki woh ladka mujhe tukda tukda karta tha, exam ke hall me likthe samay , yeh jhanjhat toh hamesha padti hai, jab koi mujhse aisa poochta hai, mai unko jawaab nahi deta, kyonki mujh jaise padhaaku ko , kahin aur nahi pehchaante hain, mere saamne waale ladke ne , ek prashna ka uthar poocha tha, afsos yeh tha, ki woh ladka mujhe tukda tukda karta tha, usne apna mooh latkaakar, mere mann ko behka diya , ab kya karein is haalat me, mujhe kuch bhi samajh me nahi aaya, nahi chahkar bhi maine usko ,uska prashna ka uthar de diya, mere saamne waale ladke ne , ek prashna ka uthar poocha tha, afsos yeh tha, ki woh ladka mujhe tukda tukda karta tha,











