Meri Nigah ka Haq bhi Dilado Yaa Khwaja Tadap ne wale ko Surat Dikhado Yaa Khwaja 💙 Rahe na Ek bhi Bandah koi 'tahi Daman Ataa ki Shaan Kuch Aisi Dikhado Yaa Khwaja 💚 Gareeb mai bhi hu, 'Aye Khwaja Gareeb Nawaz' Gareeb ka bhi Hissa dila deo Yaa Khwaja 💛 Zamana dekh ke Hairat Zadah sa rah jaye Bana na ho toh kuch Aisa banadeo Yaa Khwaja 💜 Utar ne na paaye na phir umr bhar 'Nasha uska Sharab Ishq Kuch Aisa Piladeo Yaa Khwaja ❤ Tumhare Der ka ek Adna gulam hi 'Kamil' Kuch Apne 'Husn' ka Sadkha dila deo Yaa Khwaja 🌹(Az kalam Kamil Shuttari Hyderabadi r.a) #haq_moin_ya_moin #khwajaji #kirpa_karo_khwaja_maharaja 🌻fb/khudi ki pehchan