Nov 5, 2022
Kya sharma ke bete sune hain top kiye ho is saal bhi
Nahi matlab kya chahte ho hamare parents tumhare tane maar maar ke maar dein hainnnnnnn 😵💫😵💫😵💫
Areh nhi nhi, mai toh apne surname ki glory bachaye rkhne ke liye top krta hun. Parampara Pratishtha Anushaasan










