This particular album is extremely close to my heart, I don’t think an album as beautiful as this ever existed nor will any exist in the future, my love, my sanity, my only form of happiness sometimes. 💕
A few of my favourite lyrics,
Mizaaj -
“Khudgarz iss nadaan dil se koi puchhe
Haal kya hai
Socha kabhi badlenge jahaan
Har ghadi ye hume badalta hai”
Aakhri Salaam -
“Dhoonde jo khudko hai nadaan mandir mazaro mei
Main kaafir main badjubaan
Kisse hue kitne tamaam dil ke kinaaro mei
Dil buzdil dil beimaan
Jaanu na maajra wahi
Hai mehmaan yaha har koi
Dhoondu main apna koi”
Dilnawaz -
“ Sochta hoon kyun chehra hai naqaab
Ajnabi hai tu phir kaun dilnawaz
Na mila hai woh sukoon e dil
Mila jahaan “
Khudi -
“ Likh de ye Fasanaa, Dekhe jo Zamaana
Taroon se aage ho khwabon ka Thikhana,
Hai jhuka Jahaa, Chat gaya Dhuaa
Hai ruka Samaa, Ham hue Rawaa “








