YAUM-E SIYAH:(#BLACK_DAY) 13-July-2016: Aah #JANNATUL_BAQI Roze Inhedaam-e-Jannatul Baqi Aaj 8 Shauwal (13-July-2016) Aaj hi ke Roz 8 Shauwal (21.April-1925) ko Aale Saood ki Haraam Nasl ka 1 Laanati tha Jo JANNATUL BAQI ko Bulldozer se Mismaar karwa diya tha. Din Aaj hi ka tha ye Qayamat hui Bapa, Tareekh Aathwi'n thi Mahina yahi to tha, Raahat Na di Hayaat me #BINTE_RASOOL(s.a.w.w.) ko, Mismaar Aaj kar diya #QABRE_BATOOL(s.a) ko. Ham Aap sabki Jaanib se Aur Apne Waaldain Aur Apni Jaanib se Imaam-e WAQT a.t.f.s. ki Azeem Tareen Bargaah me Ba_Adab PURSA Pesh karte hain. #HIND72












