Thu kiya janey meri watan ki shaan Thu kiya janey meri dosti ki aitbaar
Nah rangh dheka nah mazhab dheka Mera watan tho sirf amaan dheka
Ek inqalab ney firangi ko khatham kiya Dhusra inqalab math lana mazhab key naam
Mera watan sab sey uncha Mera watan sab sey nirala
Itehad sey hum hein Itehad mera Hindustan!
#BOYCOTTNRC #BOYCOTTCAB #SAVECONSTITUTIONOFINDIA #SAVEUNITYOFINDIA #BOYCOTTBJP
Allah Khair.....Khairul Rabul Alameen Yah Arrahmanur Yah Raheem
©UT-BK2019









