ज़िन्दगी को तनहा वीराने में रहने दो, ये वफ़ा कि बाते खयालो में रहने दो, हकीकत में आज़माने से टूट जाते हे दिल, ये इश्क़ मोहब्बत किताबो में रहने दो.

❣ Chile in a Photography ❣

No title available
No title available

izzy's playlists!
almost home
I'd rather be in outer space 🛸

oozey mess

Product Placement
NASA

#extradirty
Alisa U Zemlji Chuda
Cosimo Galluzzi
DEAR READER
dirt enthusiast
TVSTRANGERTHINGS
occasionally subtle
KIROKAZE

JBB: An Artblog!
Claire Keane
Sade Olutola

seen from T1
seen from United States
seen from United States
seen from United States
seen from United States

seen from India

seen from Germany
seen from Germany

seen from Indonesia

seen from Germany

seen from United States

seen from T1

seen from United Kingdom
seen from Malaysia

seen from United States
seen from Canada

seen from United States
seen from Spain
seen from United States

seen from T1
@shabby9001
ज़िन्दगी को तनहा वीराने में रहने दो, ये वफ़ा कि बाते खयालो में रहने दो, हकीकत में आज़माने से टूट जाते हे दिल, ये इश्क़ मोहब्बत किताबो में रहने दो.
रुलाना यहा सबको आता हे, हसाणा भी यहा सबको आता हे, रुला के कोई मनले वोही सक्चा दोस्त हे, और जो रुला के खुद भी रो पड़े वो सच्ची मोहब्बत हे.
“Do something instead of killing time, because time is killing you.”
—
Paulo Coelho (via nofatnowhip)
realest shit i have ever heard
(via jessiiboo)
Namaz ek nahi parhte; Lekin namaz-e-ishq karenge adaa madine mein!
Mohabbat woh hai jismein kuch kisi se ho nahi sakta, Jo ho sakta hai woh bhi aadmi se ho nahi sakta!
Har lamha, har pal zindagi ka ek dard hogaya; Mere ishq ka rung surkh tha, ab zard hogaya!
Yahan raaste dushwaar hain;
Aur manzilein uss paar hain!
Tere sajde kahin tujhe kafir na banadein; Tu jhukta kahin aur hai aur sochta kahin aur hai!
Woh meri rooh ki chaadar mein aa k chhup gaya aise, K rooh nikley to woh nikley, jo woh nikley to rooh nikley.
Tu nahi to zindagi mein aur kya reh jaye ga, Door tak tanhaiyon ka silsila reh jaye ga.
Guzar gaya woh waqt jab hum tumhare talabgar thay, Ab zindagi bhi ban jao toh bhi qubool nahi karen gey.
Uski fitrat parindon si, mera mizaaj darakhton sa, Usey urrh hi jana tha, mujhe qaim hi rehna tha.
Tu chala gaya mujhe chor kar, main badal na paaya adaatein, Tujhe sochna, tujhe chahana, mera aaj bhi mamool hai
Dilon ki baat karta hai zamaana,
Par muhabbat aaj bhi chehre se shuru hoti hai.
Kuch log jaat me qaid hain, to kuch dharm me
Kuch gareebi me qaid hain, to kuch ameeri ki akad me
Kuch aadmi pitrastata me qaid hain, to kuch auratein sanskaaron me
In sabko chhodkar agar koi bacha hai to usey aazadi mubarak
Uss roz jab tum angdaai le kar muskuraai thi,
Humein sambhaalne poori mehfil utth aayi thi
“Ek Hunar hai jo kar gaya hun mai,
Sab ke dil se utar gaya hun mai
Kabhi khud tak pahunch nahin paaya,
Jab ke wahan umr bhar gaya hun Mai”
Jaun Elia
17-8-2019