Yeh toh nhi pta kal kya hoga kesa hoga kyu hoga?? Par jeena toh hoga . Kahi par hasna hoga kahi par Rona hoga . Kahi par dhukh hote hue bhi hasna hoga. Kuch chize mil jayegi aur kuch nhi mil na payee par unke Bina jeena hoga . Jesa bhi hoga rehna hoga kuch seekhna hoga aur bas yu hi safar ka chlna hoga.🌸
















