Purani jeans aur guitar Mohalle ki woh chhat aur mere yaar Woh raaton ko jaagna Subah ghar jaana kudke deewar Woh ciggerete peena gali me jaa ke Wob karna raaton ko ghadi ghadi saaf Pahuchna college humesha late Woh kehna sir ka get out from the class Woh bahar jaa ke humesha kehna Yaha ka system hi hai kharab Woh jaa ke canteen mein table baja ke Woh gaane gaana yaaron ke saath Bas yaadein yaadein yaadein reh jati hai Choti choti baatein reh jati hai Bas yaadein... Woh papa ka daantna Woh kehna mummy ka chodein ji aap Tumhe toh bas nazar aata hai Jahan mein beta mera hi kharab Woh dil mein sochna karke kuch dikha dein Woh karna planning roz nayi yaar Ladakpan ka woh pehla pyaar Woh likhna haathon pe ek plus heart Woh khidki se jhankna Woh likhna letter unhe bar bar Woh dena tohfe mein sone ki baliya Woh lena doston se paise udhar Bas yaadein yaadein yaadein reh jati hai Choti choti baatein reh jati hai Bas yaadein ... Aisa yaadon ka mausam chala Bhulta hi nahi dil mera Kaha meri jeans aur guitar Mohalle ki woh chhat aur mere yaar Woh raaton ko jaagna Subah ghar jaana kudke deewar Purani jeans aur guitar Mohalle ki woh chhat aur mere yaar










