Shades of Dev. Most handsome actor ever. ❤️
seen from United States
seen from T1
seen from Germany
seen from United States
seen from United States

seen from Malaysia
seen from China
seen from China
seen from United States
seen from China

seen from Switzerland
seen from United States

seen from Italy
seen from Germany
seen from Türkiye
seen from China
seen from United States
seen from United States

seen from United States
seen from Singapore
Shades of Dev. Most handsome actor ever. ❤️
aayiye band kar lein darwaaze, raat sapnein chura na le jaaye
koi jhonka hawa ka awaara, dil ki baaton ko uda na le jaaye
aur ahista kijiye baatein,dhadkanein koi sun raha hoga
ahista
pankaj udhas | zafar gorakhpuri
Dev Anand and Waheeda Rehman in "Guide" (1965).
तुम्हारे प्यार का हमे ऐसे इज़हार मिलता है हमारा नाम सुनते ही तुम्हारा रंग खिलता है
tumhare pyaar ka hame aise izhaar milta hai hamara naam sunte hi tumhara rang khilta hai
this is how i get confessions of your love the moment you hear my name you bloom
it's always i want to be loved and never kaise main kahun tujhse rehna hai tere dil mein
how do I tell you that i want to reside in your heart
ek sau solah chand ki raatein
ek tumhare kaandhe ka til
mera kuchh samaan,ijaazat
gulzar | asha bhosle | r.d. burman
mujhko dekha panghat par toh paani bharna bhool gayi
chupke chupke sakhiyon se woh baatein karna bhool gayi
pehle shayad usko mere chehre ka andaaz na tha
mujhse aankhein takrayi toh khudpe marna bhool gayi
kya jane kab usse milne aa jaoon is khwaish mein
chhat par baithi rehti hai woh chhat se utarna bhool gayi
chupke chupke sakhiyon se
pankaj udhas | jameel mujahid
yun jo taakta hai aasman ko tu
koi rehta hai aasman mein kya
yeh mujhe chain kyun nahi padta
ek hi shakhs tha jahaan mein kya
the way you stare at the sky,
is there someone living up there in the skies
why cannot i stop being restless
was there only this one person in the world
– jaun elia