وَمَا كَانَ رَبُّكَ نَسِيًّۭا
And your Lord never forget.
Surah Mariyam (19:64)
"Har shakhs ki zindagi mein ek aisa lamha zaroor aata hai jab woh tabahi ke dehane par khada hota hai aur uske raaz khulne walay hotay hain. Aur us waqt jab woh khauf ke koh-e-toor tale khada kapkapa raha hota hai to Allah usay bacha leta hai. Yeh Allah Ta'ala ka ehsan hai aur usay apna ek ek ehsan yaad hai, hum bhool jatay hain woh nahi bhoolta."
- Jannat ke Pattey














