Bengali word of the day: উপায় (upāy)
English: way, more, arrangement
আর কোনো উপায় তো দেখতে পাচ্ছি না।
ār kono upāy to dekhte pācchi na.
I don't see any other way.
seen from China

seen from Australia
seen from United States
seen from Norway
seen from Germany
seen from United States
seen from Italy

seen from Malaysia
seen from United States
seen from T1
seen from Switzerland
seen from China

seen from T1
seen from Italy
seen from Australia

seen from Switzerland
seen from Malaysia

seen from India
seen from United States
seen from United States
Bengali word of the day: উপায় (upāy)
English: way, more, arrangement
আর কোনো উপায় তো দেখতে পাচ্ছি না।
ār kono upāy to dekhte pācchi na.
I don't see any other way.
इस इन्फोग्राफिक में हम आपके लिए लेकर आए हैं कालसर्प दोष दूर करने का 1 रामबाण उपाय, जिसे ज्योतिषाचार्यों द्वारा असरदार और प्रभावी माना गया है।
बनाये चन्द्रमा को प्रबल 1. खुश रहने की सलाह दें। परिवार के साथ घूमने जाएं। रिजल्ट बिगड़ने की टेंशन न पालें। अगली बार फिर मेहनत करने के लिए प्रोत्साहन दें। 2. खुद भी अपने आपको संभालें। अपने भविष्य में होने वाली अच्छाइयों के बारे में विचार करें। 3. मुस्कुराते हुए जीने का प्रयास करें। अपने सामने वाले को भी मुस्कुराने का मौका दें। #vedicastrology #astrologytips #upaay #vedicremedies #bssastrology #astrologyconsultant (at BSS Astrology Services) https://www.instagram.com/p/B88Ejt5l1dI/?igshid=19wk5buihuhwm
LOAFER BANAANE WALE JADU KA TOD
Is prakaar ka jadu shatru adhikatar navyuvak evan navyuvtiyon per karvaate hain aur un ka uddeshya hota hai bachon ko dishaaheena karke unke ma baap se pratishodh lena. Kabhi kabhi shatru kisi ke bache ki kushalata dekh ker dvesh poorna bhaava se bhi yeh jadu karwa dete hain. Jadu dwaara bachon ki shiksha per pratikuool prabhaava daal diya jata hai aur woh apna mulyavaan samay nasht karte phirte hain awaragardi mein. Is prakaar ke jadu peedit vyakti apna adhiktam samay ghar se bahar vyateet karte hain.
Is jadu ke chinnha nimnlikhit hain:
· Adhiktam samay ghar se bahar vyateet karna evan ghar der se lautna
· Mitron ke sath ghumte firte rahna, mitron ko atyant acha jaanna, unka pakshapaat karna aur unko apna priyajan samajhna
· Ghar mein saans lene mein kathinaai hona
· Ghar mein man na lagna, man uchaat rahna evan ghabrahat ka aabhaas hona
· Jab jadu ka peedit vyakti ghar mein hota hai to usko akelepan ka aabhaas hota hai
· Yadi jadu bahut teevra karwaaya gaya ho to awaaragardi itni badh jati hai ke navyuvak buri laton ke chakkar mein phans jaata hai, Udhaahran swaroop: dhumrapaanadandika (cigarette), madira evan kanyaaon ke sath sambhog jaise kukarma mein pad ker navyuvak apni shiksha per dhyaan kendrit nahin kar paata.
Is prakaar ke haanikarak jadu ka upaay nimnlikhit hai:
· Fajar ki namaz ke pashchaat Surah Falaq ki ek tasbee padhein
· Zohar ki namaz ke pashchaat Surah Rahman 9 baar padhein
· Asar ki namaz ke pashchaat Surah Fateha ki 3 tasbiyan padhein
· Ghar mein azaan ki recording 4 baar sunein
· Isha ke baad Surah Ambiya 5 baar padhein
Yadi jadu ka peedit vyakti svayam is vidhi ka paalan na kar sake to aisi sthiti mein us ke parivar ke kisi sadassya ko yeh upaay karke us peedit vyakti per uska evan uski ma ka naam leke 3 baar phoonk maar deni chahiye athva pani per dum karke pilaa dena chahiye. InshaAllah sheeghra hi navyuvak ki awaragardi samaapt ho jaegi aur woh bhala change ho jaega.
FOR ANY SERIOUS PROBLEM CLICK HERE
KAUWA TANTRA NAAMAK JADU KA TOD
Kauwua tantra naamak jadu ek prakaar ka atyant kathin evan haanikarak jadu hai jis ko kewal kushal evan anubhavi jadugar hi kar paate hain. Chote mote jadugaron ke liye is ko samajhna asambhav hai.
Kauwua tantra ek vyapaka shreni hai jis ke antargat anek jadu hote hain parantu main is post mein un do jaduon ka varnan karunga jo sab se adhik upyog kiye jaate hain aajkal.
1. Kauwua tantra jadu awaaz mein rukaawat utpann karne ke liye karwa diya jata hai shatru dwara. Jadugar pahle ek haddi le ker us per jadu kar deta hai aur uske pashchaat us haddi ko ek kauwue ke gale mein phansa deta hai aur usko udaa deta hai. Falswaroop, jis vyakti ke naam per jadu kiya gaya ho us vyakti ki awaaz dheere dheere kam hone lagti hai. Kuch dinon ke bheetar jadu ke prabhaav se awaz gale se nikalni bilkul band ho jaati hai.
Is prakaar ke jadu ke chinnha likh raha hun:
· Galah praayah kharaab rahna
· Aisa prateet hona jaise gale mein koi vastu phansi hui hai,
· Gale mein peeda rahna
· Awaaz ki gunwatta kharaab hona
or dosare yeah alamateen be hoti ha
1. Car me jaate hue kauwa car ke age se left se right jayega aur uska saya car par parega
2. ek kauwa car ke age se cross to ek normal jadu honga ., 2 kauwae cross kare to 2 to phir or zada jadu honga .jitna zada khuwa honga itna he khaternak jadu honga . is main bazz okat itna shaded accident hota ha ka insane ki maut be ho jati ha accident main .
3. Kauwa jitna car a paas se cross karega aur jitna zameen ke nazdeek hoga jaadoo utna is strong hoga or accident karadeta ha .
4. Kauwa car a upper circle katega
5. Kauwa har kuch KMS baad cross karega to jaadoo uta teji se ho raha he
6. Kauwe ke muh me agar meat ka tukda he to jaadoo khatarnaak he
7. Kauwe ke muh me safeed cheez he to kuch jaadoo kat jaata he.
Aise jadu ka todne ki vidhi likh raha hun:
· 5 waqt ki azaan sunein aur usko dohraayen
· Har namaz ke baad Surah Falaq ki ek tasbee ka jaap karien
· Har namaz ke baad Surah Naas ka jaap karien aur usko pani per dum karke us pani ko 5 dafa piyein
· Quran paak ka dainik saswara paath karien
InshaAllah yeh upaay karne se sheeghra hi jadu aprabhaavi ho jaega
2. Dusre prakaar ka kauwua tantra shatru tab karwaa sakta hai jab usko kisi vyakti ki hatya karwani. Yeh jadu atyant kushal evan anubhavi jadugar ki kar sakta hai. Is jadu ko karne ke liye jadugar ko sarvpratham mandi se kauwa khareedna padta hai. Yadi na mila to jaal daal ker kauwua pakad liya jata hai aur phir us per jadu karke usko udaa diya jaata hai. Parinaamswaroop, who kauwua us vyakti ka shatru ban jata hai aur woh us vyakti se ladne ka prayas karta hai. Adhiktar woh kauwua us samay vyakti per aakraman karta hai jab vyakti yaatra kar raha ho. Kauwua vyakti ki hatya karne ka sahi avsar dhundta hai.
Is prakaar ke ghaatak jadu ke chinnha yeh hain:
· Vyakti per kauwue ka aakraman karna
· Kewal us vyakti ko kauwua dikha, aur kisi ko na dikhna
· Ghar ke ooper anek kauwuon ka aana even kolaahal machaana
· Jadu se peedit vyakti ko kauwue ka ya anya kisi pakshi ka saaya dikhna
· Yaatra ke samay vyakti per kauwye ka aakraman karna
Is jadu ka main Quranic upaay likh raha hun:
· Kauwa yadi car yaatra ke samay tang kare to aise mein Surah Baqarah ki recording lagaa den, usse kauwa dur hone per vivash hojaega. Parantu yadi woh vyakti motor cycle se yaatra kar raha ho athwa wo paidal kahin jar aha ho to aise mein azaan den zor se. Is vidhi se woh kauwa sheeghra dur ho jaega.
· Ghar se nikalte samay Ayatal kursi dwara apna hissar karna na bhoolein
· Car athwa motor cycle ki yaatra bahut sawdhaani se karien aur gati kam rakhein kyunki kauwa vyakti ka dhyaan apni ore aakarshit karne ka prayaas karta hai aur aisi sthiti mein yadi gati adhik hui to durghatna bhi ho sakti hai.
· Yadi vyakti yaatra mein ho ya woh kauwye ka sankat dekhe to Surah Falaq ka jaap karke apne ooper dum karien. InshaAllah kauwe se koi haani nahi hogi.
Dua mein yaad rakhiyega,
FOR ANY SERIOUS PROBLEM CLICK HERE