“Tumhare badan ki mehak khwaab si hai Main chahoon ki ismein hi khoyi rahoon Main subhon ko baahon mein apni chhupa ke Tere saath yun hi main soyi raahon Poore din bas tujhe dekhte dekhte Pehle bhi main tumse mili hoon, pehli dafa yeh mil ke laga Tune chhua zakhmon ko mere, marham marham dil pe laga Pagal pagal hain thode, badal badal hain dono, bheegi barse aa dono zara Pehle bhi main tumse mili hoon, pehli dafa yeh mil ke laga..”

















