Suraj hua maddham, chand jalne laga. Aasmaan yeh hai, kyun pighalne laga. Suraj hua maddham, chand jalne laga. Aasmaan yeh hai, kyun pighalne laga. Main thehra raha, zameen chalne lagi. Dhadka yeh dil, saans thamne lagi. Oh, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai? Sajna kya yeh mera pehla pehla pyaar hai?


















