What Will Hit You About Satluj?
Mere Surrounding Me Bahut kuch aisa ho raha hai, jiske baare me mujhe bolna ya likhna chahiye. But me nahi kar paata. Magar jis cinema se mujhe pyar hai. Agar usey bhi Censor kiya jayega to fir bachega kya?. Satluj, a diljit dosanjh film. Iska pehle to Censor Board Ne Ghallughara, Punjab ’95 se name change karvaya, because Ghallughara ka matlab massacre hota hai yaani Narsanghar, Or Punjab 95…















