Four poets same types of pain:
Erin Stewart:
"When the wounds that deep, its the healing, that's hurts."
Parveen Shakir:
"Hum tou samjhe the ki ek zakhm hai bhar jayega, kya khabar thi ki rag-e-jaan mein utar jayega"
Ammar Iqbal:
"Main ne chaha tha zakhm bhar jayen, zakhm hi zakhm bhar gaye mujh mein"
Sahir Ludhianvi:
"Hum tou samjhe the ki hum bhool gaye hain un ko, kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya"













