झूठ हो या सच होता तो सच ही है ना...
wallacepolsom
PUT YOUR BEARD IN MY MOUTH

⁂
Xuebing Du
YOU ARE THE REASON
trying on a metaphor

roma★
🪼
Sade Olutola

祝日 / Permanent Vacation
$LAYYYTER
Cosimo Galluzzi

Janaina Medeiros
occasionally subtle

@theartofmadeline
NASA

#extradirty

shark vs the universe

pixel skylines

oozey mess
seen from United States
seen from Spain
seen from Malaysia

seen from United States

seen from Italy

seen from Saudi Arabia

seen from United States
seen from United States
seen from United States
seen from United States

seen from Canada

seen from Malaysia
seen from United States
seen from Brazil

seen from Venezuela

seen from Malaysia

seen from United States

seen from United States
seen from United Kingdom
seen from France
@dil-say
झूठ हो या सच होता तो सच ही है ना...
Chalo achha hua ki apne bhi samjhdar ho Gaye
To Kya hua unki najron me hum Bure kirdar ho Gaye...
Aaj mai phir kuch kahte kahte chup ho gya
Mai khud se parchhai ki trah gum ho gya...
Kisi ki kami jara si duri pr khalne lagi
Suraj ki roshni chand k aane se dhalne lagi
Wafa Ki bat to tb krta jb wafai krti
Jara si bat pr wo bewafai krne lagi...
Mai tujhe eid ka chand kahu ya khuda se mili eidi...
Suno jana!
Meri ek pyari fuuk se teri ankhon ka band ho kr sarmana
Najara wo bhi kya khub hoga na tere hotho ka mere hotho k kareeb ana.....
Log kahte hain kl kabhi nhi aata
Are aaj bhi to kissi ka kl raha hoga...
जब मैं बात करता हु वो बातो में मेरी खोती है
जब मैं दूर होता हु वो ख़यालों में मेरी होती है
जब भी मैं गम में होता हु मुझसे पहले वो रोती है
खुशी में मेरे देख चेहरा मेरा साथ मेरे खुश होती है...
Mohabbat ki bate yu asani se koi knha kah pata hai
Gr bat jo usse duri ki ho to bina gam ke koi knha rah pata hai...
Wo aksar isi tarah ruth jaati hai
Apni hi bato se tut jaati hai
Wo alag bat hai mai use hr bar mna leta hu
Magr hr bar wo mujhse thodi dur jati hai....
Din ke khayal rato me yaad aate hai
Jo sbse kareeb ho dil ke aksr wahi dur jate hai
Sawal mera yahi khud se or khuda se bhi hai
Jo takdeer me nhi wo hi kyu dil me aate hai...
मन मे थोड़ी लगन हो
गर क़ाबू में तुम्हारा मन हो
तो क़दमों में भी जान होगी
उम्र में छोटे हो तो क्या हुआ
बड़ो में तुम्हारी पहचान होगी...
In wadiyon se hawao ko takra lene do
Jara inhe bhi apna hunr dikha lene do
Abhi mausam apne doon me hai
Lagta hai in bundo ko bhi jami se ishq hai
Jra inhe Bhi apni kismat ajma lene do...
Wo aksar issi tarah ruth jati hai
Apni hi bato se tut jati hai
Manane ko to mai usse hr bar manata hu
Magr hr bar wo mujhse thodi dur jati hai....
ज़रा देखो आसमान में चमक तो हर किसी के पास है
मगर कोई चांद थोड़ी है
जरूरी तो नही मोहब्बत का नशा हर किसी पर चढ़े
ये इश्क़ है भाँग थोड़ी है...
Dil ki mohabbat ko jism tk pahuchne me waqt nhi lgta...