Kya hai jo Rooth gya?
Jo adha hai, maryada hai
Jo paida se bhi zyada hai.
Kya hai jo galat hai?
Jo toot gya, Jo choot gya
Jo rehgya ya sehgya.
Kya hai jo adhoora hai?
Jo uska nek irada hai
Kya hai jo badal gya?
Jo atak gya, kuch matak gya
Jo ata raha aur jata raha
Kya hai jo dukh hai?
Jo Jeevan hai najeevan hai
Jo sawal hai bus bawal hai.














