Wo Kaat Ke Purje Udda Raha Tha (Poetry By Gulzar Saab)
Wo Kaat Ke Purje Udda Raha Tha, Hawaaon Ka Roop Dikha Raha Tha, Kuch Aur Bhi Ho Gaya Numaaya, Main Apna Likha Mita Raha Tha Usi Ka Imaan Badal Gaya Hai, Kabhi Jo Mera Khuda Raha Tha, Wo Ek Din Ek Ajnabee Ko Meri Kahani Suna Raha Tha, Wo Umar Kar Raha Tha Meri, Main Saal Apne Bada Raha Tha… –Gulzar Saab
View On WordPress











