"dil mein iss qadar mohabbat hai unke liye, ke soye to khwaab unke aur jaage to khayal unke"
seen from Germany
seen from Russia

seen from Brazil
seen from United States
seen from United States
seen from United States

seen from Malaysia

seen from Sweden
seen from United States

seen from Türkiye
seen from Indonesia
seen from Germany

seen from Bulgaria

seen from Türkiye
seen from Argentina
seen from Germany

seen from United States
seen from United States
seen from Germany
seen from United Kingdom
"dil mein iss qadar mohabbat hai unke liye, ke soye to khwaab unke aur jaage to khayal unke"
Benaam sa yeh dard tehar kyun nahi jaata
Jo beet gaya hain woh guzar kyun nahi jaata
Sab kuch toh hain par kya dhoondti rehti hain nigahein
Kya baat hain ki waqt pe main ghar kyun nahi jaata
- Nida Fazli
What do conscious people know, What being passionate is like
Fall in love, and then you will understand, What life is.
The moment our eyes met, the atmosphere brightened
Today I realized, What is the magic of love
Loosen tresses of hair taught the seasons poetry
Lowering gaze explained what being intoxicated feels like
I could never tell her, The state of my heart
And she never understood, What my silence meant
-Nida Fazli
Sung by: Jagjit Singh
be-nam sa ye dard theher kyun nahi jaata, jo beet gaya hai wo guzar kyun nahin jaata
sab kuchh to hai kya dhundhti rahti hain nigahein, kya baat hai mai waqt pe ghar kyun nahin jaata
wo ek hi chehra to nahin saare jahan mei, jo duur hai wo dil se utar kyuun nahin jaata
mai apni hi uljhi hui rahon ka tamasha, jaate hain jidhar sab main udhar kyun nahi jaata
wo khwaab jo barson se na chehra na badan hai, vo khvab hawaaon mei bikhar kyun nahin jaata
~ Nida Fazli
बेसन की सौंधी रोटी पर खट्टी चटनी जैसी माँ
याद आती है! चौका बासन चिमटा फुकनी जैसी माँ
बाँस की खर्री खाट के ऊपर हर आहट पर कान धरे
आधी सोई आधी जागी थकी दो-पहरी जैसी माँ
चिड़ियों की चहकार में गूँजे राधा मोहन अली अली
मुर्ग़े की आवाज़ से बजती घर की कुंडी जैसी माँ
बीवी बेटी बहन पड़ोसन थोड़ी थोड़ी सी सब में
दिन भर इक रस्सी के ऊपर चलती नटनी जैसी माँ
बाँट के अपना चेहरा माथा आँखें जाने कहाँ गई
फटे पुराने इक एल्बम में चंचल लड़की जैसी माँ
माँ
baant ke apna chehra maatha aankhe jaane kahaan gayi
phate purane ik album mein chanchal ladki jaisi maa
--
निदा फ़ाज़ली
daa.em ābād rahegī duniyā ham na hoñge koī ham sā hogā ~ #nidafazli #selfie #like #me #myself #love #instagood #follow #photooftheday #style #happy #cute #photography #instagram #picoftheday #photo #fashion #life #beautiful #instadaily #followme #model #beauty #l #fun #instalike #bhfyp♥️♥️♥️♥️♥️😍😍😍😍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍♒⏭️♒⏭️♒⏭️♒⏭️♒⏭️♒⏭️♒♒♒♒♒♒♒♒♒♒♒♒♒💓💓💓💓 #selfiee #selfieontimer #redminote6proclick (at Kolkata) https://www.instagram.com/p/CIoAnPrFI1T/?igshid=n0gcpotl18ff
Hosh valon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai..
Ishq kariye phir samajhiye zindagi kya cheez hai ..