रास्ते खूबसूरत है तुम्हारे साथ
मंजिल की फिलहाल बात नही करते
~आयुष्मान खुराना × glimpse of love

seen from Malaysia
seen from United States
seen from Australia
seen from United States

seen from United States

seen from United Kingdom
seen from Chile

seen from United Kingdom
seen from Finland
seen from United Kingdom

seen from Malaysia
seen from Malaysia
seen from Yemen
seen from Türkiye
seen from United States
seen from China
seen from Maldives

seen from United Kingdom
seen from Singapore
seen from United States
रास्ते खूबसूरत है तुम्हारे साथ
मंजिल की फिलहाल बात नही करते
~आयुष्मान खुराना × glimpse of love
"kabhi kabhi to dil chahta hai ki raasta khatam hi na ho"
(-yks)
Dar?
Usey kho Dene ka
Sukoon?
Ki wo itna pass bhi nahi
Dard?
Ki duri badh rahi hai
Khata?
Ki usey ehsaas bhi nahi
Khushi?
Ki wakt hai abhi
Aasu?
Ab wo itna khaas bhi nahi
Juth?
Ki Mohobaat hai usey mujhse
Sach?
Itna bada ab ye raaz bhi nahi
Ankhein?
Wo Sach keh deti hai
Zubaan?
Usse toh nikalti Awaaz bhi nahi
Khwahish?
Ki wo Mera hi Rahe
Hakikat?
Mai uska dil-Nawaz bhi nahi
Kahani?
Be-intehaan Mohobaat ki hai
Sabak?
Har koi mujhsa dildaar bhi nahi
Sajish?
Ki mai mohtaaj raha uska
Mohobaat?
Ki mai uska haqdaar bhi nahi
Fitoor?
Sarpe sawar hai wo
Ghuroor?
Wo mujhe ab yaad bhi nahi
Mai?
Jo shikayaate liye baitha hu
Wo?
Us se mujhe koi fariyaad bhi nahi
_Saanjh♡
और भी दुख हैं ज़माने में मुहब्बत के सिवा,
राहतें और भी हैं वस्ल की राहत के सिवा।
-फ़ैज़ अहमद फ़ैज़
Beparwah banne ki keemat
Khud ko khatam karke chukaayi humne
.
Dard dil mein uth bhi na sake
Aesi banjar dil ki zameen ab banayi humne
.
.
.
.
.
.
.
khubsurati ek neimat hai, lekin sabse zyada khubsurat apki zuban hai...
chahe toh dil jeet le, chahe toh dil tod de...
-hazrat ali
"ek naam labon par hai tika,
hazaar koshishon ke baawajood hatt'ta nahi
pehle toh sirf hothon par hi giraft thi unki,
ab toh dil-o-dimaag par bhi unki hi taskhir hai
humare dil mein woh rehte hai,
jaise shab mein mahtaab
ab toh wahi dil hai,
aur wahi jaan..."
~ chaandkideewani 🌙✨
labon - lips/mouth
baawajood - despite
giraft - capture
taskhir - capture
shab - night
mahtaab - moon
dil - heart
jaan - soul
♡♡♡
एक अलग सा सुकून था उससे बात करने में,
एक अजीब सा सुकून।
उसकी मौजूदगी में ही
एक अलग सा जादू था
मानो वो एक कोमल रजाई हो
और मैं सर्दी की रातों में अपनी छत पर बैठी हूं
मानो वो उस पहली बारिश की पहली बूंद हो
और मैं सूखी बंजर धरती
मानो वो पेड़ की शीतल छाया हो
और मैं घनी धूप में भटकती मुसाफिर
कौन ही थक सकता था उससे
कौन ही खफा हो सकता था उससे
जिंदा रहने की चाहतों का
वो एक कारण सा बनता जा रहा था
रिद्धिमा