सरहदों पर बहुत तनाव है क्या?
कुछ पता तो करो चुनाव है क्या?
-राहत इंदौरी
will byers stan first human second

PR's Tumblrdome

#extradirty

No title available
almost home
Xuebing Du
art blog(derogatory)
🪼
Three Goblin Art
trying on a metaphor

roma★
$LAYYYTER

Andulka
occasionally subtle
let's talk about Bridgerton tea, my ask is open

tannertan36
we're not kids anymore.

Product Placement

Discoholic 🪩
No title available
seen from Singapore

seen from United States

seen from Malaysia

seen from United States
seen from United States
seen from Italy
seen from Mexico

seen from United States
seen from Denmark
seen from Italy

seen from United States

seen from New Zealand

seen from Singapore
seen from Australia
seen from Netherlands

seen from France

seen from Russia

seen from Singapore
seen from United States
seen from United States
@blackspace53
सरहदों पर बहुत तनाव है क्या?
कुछ पता तो करो चुनाव है क्या?
-राहत इंदौरी
dil ki basti ajeeb basti hai,
ye ujadne ke baad basti hai
tum abhi shahr mein kya naye aaye ho,
ruk gaye raah mein haadsa dekh kar
Kitni hasrat thi anjaam badal jayega,
Akhri warq Kai baar palat kar dekha
vo sardiyon ki dhoop ki tarah ghuroob ho gaya,
lipat rahi hai yaad jism se lihaaf ki tarah
~Musavvir Sabzwari
Ek duur se aati hai paas aa k palat'ti hai,
Ek raah akeli si rukti hai na chalti hai
Kuch to majbooriyan rahi hongi,
Yun koi bebafa nahin hota
Ek din keh lijiye jo kuch hai dil mei'n aap ke
Ek din sun lijiye jo kuch hamaare dil mei'n hai
Jiske hisse raat ka andhera aaya hai,
Uske hisse chand bhi toh aaya hoga.
baat baat mein apni hi baat kehta hai, Mere andar mera ek chota sa shehar rehta hai
Usey Mohabbat thi,
Mujhe Ab Bhi hai.
Dushmanon se pyar hota jayega,
Doston ko ajmatey jaeeye
samajh tum aaj tak nahi paaye,
bahut haseen tha vaasta dil ka.
Har naye haadse pe hairaani,
Pehle hoti thi ab nahi hoti.
हर नए हादसे पे हैरानी
पहले होती थी अब नहीं होती
Tum zamane ki raah se aaye,
Warna seedha tha rasta dil ka.
तुम ज़माने की राह से आए
वर्ना सीधा था रास्ता दिल का
Na tha kuch to khuda tha kuchh na hota to khuda hota, Duboya mujh ko hone ne na hota main to kya hota.
Aina kyun na dun ki tamasha kahein jise, Aisa kahan se laun ki tujh saa kahein jise.